Saturday, 13 September 2008

KAL FURSAT NA MILI TO KYA KARO GE

Kal fursat na mili to kya karo ge,

Itni mohlat na mili to kya karo ge,

Roz kehte ho kal parhoon ga namaz,

Kal agar saans na rahi to kya karo ge…

Rasam se sunnat achi, 

Neend se namaz achi, 

Gunaah se neki achi,

Bazaar se masjid achi 

Fazool baaton se Quran ki tilawat achi,

Gheebat se zikar acha,



Namaz jo hum par farz kar di gayi hai.... 

Fajar....bister main

Zohar..naukri main

Asar.....chaye main

Maghrib...rastey main

Esha......tv main

Jumma.... sonay main

Eid.....bazaaron main

Na Durood, Na Quran.... Yeh Kaisa Hai (Musalman) ?

Phir kahtay ho q nahin hai Allah hum par meharban to Namaz parhao is say pahlay k tumhari Namaz parhi jayee.....

-Mohd. Ajmal Ansari



No comments: